
100% Qudrati Herbal Products
Qudrat Se Taqat,
Hikmat Se Sehat
Prof. Hakeem Shahid Herbal Products — qadimi hikmat ke azmuda nuskhe aur khalis jadi bootiyon ka combination. Hamara maqsad: har mard ko energy, stamina aur confidence wapas dena — bina kisi harmful chemical ke.*


Prof. Hakeem Shahid Herbal Products
Prof. Hakeem Shahib ne decades se qudati ilaj ki riwayati hikmat se kaam kiya hai. Unka maqsad simple hai — qadimi nuskhe jo naslon se chalay aa rahe hain, unhein modern quality standards ke sath aam insaan tak pohanchana.
Har product khalis jadi bootiyon se tayar hota hai — koi harmful chemical nahi, koi artificial fillers nahi. Isi wajah se hamare customers bar bar wapas aate hain aur apne doston ko bhi bhejte hain.*
National Council for Tibb — Registered Hakeem
Prof. Hakeem Shahid Government of Pakistan ke National Council for Tibb se registered Tabib hain (Reg. No. QH-28957-A). Asli certificates dekhein:
Licence to Practice
National Council for Tibb, Islamabad — Reg. No. QH-28957-A
Diploma — Fazil-ut-Tibb-Wal-Jarahat
National Council for Tibb, Government of Pakistan
Provisional Certificate
Pakistan Tibbia College Faisalabad — 1st Division
Sehat Ke Liye Qudrat Ka Khazana
Har product mohabbat, hikmat aur qudrati ingredients se tayar hota hai. Filhal hamara flagship product mojood hai — mazeed products jald aa rahe hain.

REGROWTH OIL
Herbal Hair & Scalp Oil — balon ki nashonuma aur mazbooti ke liye khalis herbal oil. Jald dastiyab ho ga.
SUGAR CARE
Herbal Powder — sugar level ko qudrati tor par balance rakhne mein madadgar herbal blend. Jald dastiyab ho ga.Money Back Guarantee 🛡️
Hum apne product par poora bharosa rakhte hain. 15 din musalsal istemal ke baad bhi agar apko koi farq mehsoos na ho, tou apke sarey paise wapis kar diye jayenge — bina kisi sawal ke.*
Hamari Khaas Batein
Log Kya Kehte Hain?
"Pehle haftay mein hi energy mehsoos hona shuro ho gayi. Subah uthta hoon tou jism halka lagta hai. Bohat mazedar product hai."
"Office ke baad gym jana mushkil lagta tha. Ab din bhar fresh rehta hoon aur thakawat khatam ho gayi hai. Shukriya Hakeem sahab!"
"3 haftay istemal ke baad wo confidence wapas aa gaya jo kahin kho gaya tha. Biwi bhi khush hai. 180g pack lena fazal raha."
Tayyar Hain Tabdeeli Ke Liye?
Men's Vitality — qudrat se taqat, sirf 2 spoon rozana.*